Examples of Positive Attitude Quotes might include phrases like “Believe in yourself and all that you are,” or “A positive attitude can turn a storm into a rainbow.” These quotes are often used to encourage self-improvement, promote mental well-being, and foster a positive mindset in daily life.
“Main apne shauq apne dum par pura karto hoon,
kisi ke ehsan par nahi.”
“Logon ki soch unki zindagi ki pehchan hoti hai, meri nahi.”
“لوگوں کی سوچ ان کی زندگی کی پہچان ہوتی ہے، میری نہیں”
Main khud mein itni khoobsurat hoon
ki mujhe kisi or se jalne ki zaroorat nahi.
Mujhe kisi ki nazar lagne ka dar nahi, kyunke meri duaon mein taqat hai.
مجھے کسی کی نظر لگنے کا ڈر نہیں، کیونکہ میری دعاؤں میں طاقت ہے
“Main wo hoon, jo apne dum par jeeta hai.”
“میں وہ ہوں، جو اپنے دم پر جیتا ہے”
“Main apni raaye sirf un logon ko deti hoon jo iske laayak hain.”
“Mera attitude hai ki main kabhi kisi se haar nahi maanta.”
“میرا ایٹیٹیوڈ ہے کہ میں کبھی کسی سے ہار نہیں مانتا”
“Log mujh se jalte hain kyun ke unki
zindagi mein meri tarah kuch khaas nahi.”
“Main apne liye jeeta hoon, dusron ke liye nahi.”
“میں اپنے لئے جیتا ہوں، دوسروں کے لئے نہیں”
“Main sirf apne khwab ke peeche daudta hoon, logon ke peeche nahi.”
“میں صرف اپنے خواب کے پیچھے دوڑتا ہوں، لوگوں کے پیچھے نہیں”
“Mera style alag hai, isliye sabse juda hun.”
“میرا اسٹائل الگ ہے، اس لئے سب سے جدا ہوں”
“Mujhe fark nahi padta, log mere bare mein kya sochte hain.”
“مجھے فرق نہیں پڑتا، لوگ میرے بارے میں کیا سوچتے ہیں”
“Main wo hu jo kabhi kisi ke saath zyada nahi hota.”
“میں وہ ہوں جو کبھی کسی کے ساتھ زیادہ نہیں ہوتا”
“Mera attitude meri pehchaan hai.”
“Main haar tab tak nahi maanta jab tak main khud haar na maan loon.”
“میں ہار تب تک نہیں مانتا جب تک میں خود ہار نہ مان لوں”
“Jisne mujhe apna samjha, main uska tha
baaki ke liye mera attitude hi kafi hai.”
“Main kisi ke saath chalta nahi, apna raasta khud banata hoon.”
“میں کسی کے ساتھ چلتا نہیں، اپنا راستہ خود بناتا ہوں”
“Main woh hoon jo apni manzil khud banata hai.”
“میں وہ ہوں جو اپنی منزل خود بناتا ہے”
Main apne faisle khud karta hoon,
mujhe logon ki soch ki zaroorat nahi.
“Jab log jalte hain, toh samajh lo tum mein koi baat zaroor hai.”
“جب لوگ جلتے ہیں، تو سمجھ لو تم میں کوئی بات ضرور ہے”
“Apni soch ko ucha rakhna, logon ki soch choti hoti hai.”
“اپنی سوچ کو اونچا رکھنا، لوگوں کی سوچ چھوٹی ہوتی ہے”
“Main voh hoon, jo apne dum par jeeta hai, na ki dusron ki madad par.”
“میں وہ ہوں، جو اپنے دم پر جیتا ہے، نہ کہ دوسروں کی مدد پر”
“Mujhe fark nahi padta ki log mere bare mein kya sochte hain,
kyunke main khud se pyaar karta hoon.”
“Main apne aap se pyaar karta hoon, mujhe kisi aur ki zaroorat nahi.”
“میں اپنے آپ سے پیار کرتا ہوں، مجھے کسی اور کی ضرورت نہیں”
“Main khud ko kabhi nahi badalta, chahay log jitna bhi badal jayein.”
“میں خود کو کبھی نہیں بدلتا، چاہے لوگ جتنا بھی بدل جائیں”
Jo mere sath nahi, woh mere khilaaf hain.
جو میرے ساتھ نہیں، وہ میرے خلاف ہیں
Mera attitude meri khudari hai, kisi ke saamne jhukta nahi
میرا ایٹیٹیوڈ میری خودداری ہے، کسی کے سامنے جھکتا نہیں
Main apne aap se khush hoon, aur mujhe kisi ki zaroorat nahi hai.
میں اپنے آپ سے خوش ہوں، اور مجھے کسی کی ضرورت نہیں ہے
Mera attitude un logo ke liye hai jo mujhe girane ki koshish karte hain.
میرا ایٹیٹیوڈ ان لوگوں کے لئے ہے جو مجھے گرانے کی کوشش کرتے ہیں
mein apko bohot dinoh se email aur comment krha hun but no reply, muje pta hia ap buzy honge lkn plzz is baat ka jawab deden ke apkay abhi currently views kya arahe hai aur adsense kitni earning huwe hai abhi tk apki apki proper nahi btana chahti mt btaye lkn atleast esrimated btade kitne views aye aur kitni earning huwe plzzz. kyunke menaybhi abhi shuru kiya hai
mein apko bohot dinoh se email aur comment krha hun but no reply, muje pta hia ap buzy honge lkn plzz is baat ka jawab deden ke apkay abhi currently views kya arahe hai aur adsense kitni earning huwe hai abhi tk apki apki proper nahi btana chahti mt btaye lkn atleast esrimated btade kitne views aye aur kitni earning huwe only for motivaton plzzz. kyunke menay bhi abhi shuru kiya hai
Make Backlinks plzz http://www.zquote.xyz